Thursday, October 15, 2009

jo kuch bhi mila hai

jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu
mein tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim
warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta.

..............................................

Main Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta,
iska matlab ye nahin k main tujhe pyar nahi karta
chata hun tumhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt bekar nahi karta,
tamasha na ban jaye kahin mohobat mein mera,
islye apne dard ko bayan nahi karta.

..............................................

Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai,
jhuki nigah ko ikarar kehte hai
sirf paane ka naam ishq nahi.
kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.

..............................................

AANKHO MEIN TERA AKS UTAAR LENGE
KHUSI TUJHKO DEKE GAM UDHAAR LENGE
TERE JAANE KE BAAD JAB AAYEGI TERI YAAD
TERE KHAYALO MEIN HI WAQT GUJAAR LENGE

..............................................

No comments:

The Economic Season Is About to Drastically Change

I’m not one for panic. Having said that, it’s obvious we have been living in ignorant bliss. The real economic disaster hasn’t begun yet. In...