Monday, October 12, 2009

Sooni zindagi me halchal

Sooni zindagi me halchal mehsoos hui,
bejan dil me dhadkan mehsos hui,

jane kyu aaj aisa laga,
shayad tumhari kami mehsoos hui.

..................................................

Dhoop hoti hai suraj se,
jalna zameen ko padtaa hai,

mohobbat hoti hai aap se
tadapna hum ko padta hai..

..................................................

Is kadar hamari chahat ka imteha na lijiye
kyon ho humse khafa ye bayan to kijiye

kar dijiye maaf agar ho gayi humse khata
yu khamosh rehkar hume saza na dijiye

..................................................

Khuda se thoda reham khareed lete,
aapke zakhmon ka marham khareed lete,

agar kahin bikti khusiyan meri,
to saari bech kar aapka har gum khareed lete..

..................................................

No comments:

The Economic Season Is About to Drastically Change

I’m not one for panic. Having said that, it’s obvious we have been living in ignorant bliss. The real economic disaster hasn’t begun yet. In...